Jeene ki tamanna lyrics (danish alfaz )
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj to mar jayenge haye kuch kar Jayenge
Thodi si aur pila do aaj na ghar jayenge
Aaj to marr jaayenge haye Kuch kar jayenge
Thodi si or pila do aaj na ghar jayenge
Teri hi aankhon ke pyalon se peena hai
Jab saath tu na ho wo bhi kya jeena hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Chhedne waalon ki tujhe, haddiyan tod di
Tujhe dekha maa kasam daaru maine chhod di
Dost meri delhi se aa rahi thi milne
Tere liye bich raste se maine mod di
Tujhe dekh mera dil maare cheekhey par
Nazron ne teri kabhi shor na kiya hai
Ded saal se tere peeche pada hun
Dedh minute bhi tune gor na kiya hai kyu
Movie ki meri tujhe lead banana hai
Mummy ko tere haath ka khana khilana hai
Dil ki zameen tere naam karni hai
Oyo pe nahi tujhe ghar pe le jaana hai
Maine to chaha tha yun kasske tujhe mai pakad lun
Honthon ko tere choomun raat bhar jhoomun jhoomun
Maine to chaaha tha yun kaske tujhe mai pakad lun
Honthon ko tere choomun raat bhar jhoomun jhoomun
Sharmon haya ke sab parde girane hain
Tere badan ke sitaare saare churane hain
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marrne ka iraada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Raat bhar peene ka iraada hai
Galti jo ho jaaye wo hone do
Phir chhod na jaunga ye waada hai.